NAMAZ padh ne se balao se hifazat ho jaati hain...
NAMAZ se ghar mein rozi aati hain...
NAMAZ mein Sallallahu Alaihi Wasallam ki aakho ki thandak hain...
NAMAZ se shaitan mardood, bande se darne lagta hain...
NAMAZ qayamat ke din maghfirat ke liye humara tab tak saath nahi chodegi jab tak hume maghfirat nahi mil jaati...
NAMAZ se galtiya aur gunah maaf ho jaate hain...
NAMAZ se chehre ka noor badhta hain...
NAMAZ dil ko gulabi yane ke paakh saaf bana deti hain...
NAMAZ hume bure kaamo se rokti hain...
NAMAZ hume hidayat ke kabil banati hain...
NAMAZ hum se takabbur aur kufr ko door kar deti hain...
Aur bhi bade fayde hain is NAMAZ ke jo kabhi khatm na hoge, par zara gaur karna, kya kahi bhi ALLAH ke kisi fayde ke zikr hua hain???
NAHI... WOH KITNA AZEEM HAIN, KITNA MOHABBAT KARNE WALA HAIN KE AISI CHEEZ HAME DE DI JISKE TAMAAM FAYDE BHI USKE KISI BANDE KO NAHI MALOOM...
BESHAK IS NAMAZ MEIN BANDE KA HI FAYDA CHUPA HUA HAIN, USE THODI NA ZARURAT HAIN HAMARI YA KISI BHI MAKHLOOQ KI NAMAZ KI, USKI SHAAN TO WAISI HI RAHEGI JAISI THI AUR JAISI HAIN...